Naat Lyrics,Hadees Sharif,Islamic Knowledges (Deeni Taalim)
In this Blog,you will get Lyrics of all Naat shareef,Hadees Shareef,Deeni Taalim & Islamic Knowledges.If you guys want any knowledge or lyrics,please comment it so that I can update in my Blog.And if you like my content,please comment it and share as much as you can.JazakAllahu Khair.
Monday, March 26, 2018
घरेलू झगड़ो का इलाज,Gharelu Jhagde Ka Ilaaj,
Nikah Ke Liye Kiss Cheez Ko Ahmiyat De ?
Shaan e Sarkaar Gareeb Nawaz رضي الله عنه Sultan ul Hind
Saturday, March 24, 2018
Do a Hajj before going to bed,Sone se pehle ek hajj kar ke soye,
Friday, March 23, 2018
Juma Ke Din Ki Tasbeeh,Zikr e Juma,Juma wazaif,Juma zikr,Juma tasbeeh,
Jumma ki namaaz se pehle 3 baar surah qadr,
ya rabbi ya allahu any no. of tyms
Jumma ki namaaz ke baad :-
JUMA ke din
( ALLAAHU )100 martaba padhne se
(TANGI DOOR HOTI HAI)
Jo Shaks baad Namaze Juma 'YA GAFFARO IGFIRLI ZUNUBI' (100 martaba padhega) to Maqbulon me shamil hoga, Tanggi khatam hogi aur behisab Rizk milega.
100 tyms- Ya Baaqi
(jo amal karoge woh qubul hoga INSHAALLAH)
100tyms-Ya Basiru
(Dil me noor ILAHI paida hoga)
100tyms-Ya Baariyu Jalle Jalaluhu
(kabr ke aazab se nijaat)
200 tyms Yaa Gaffaro
(Rozi mei barkat) Jummah mubara
100 tyms - ya gaffaru igfirli zunubi (allah uska naam un nek logon ki list mein dalte hai jo bakshe bakshaye hai)
100 tyms subhanallahil azeemi wa bihamdi(padhne wale ke 1lakh gunaah aur uske maa-baap ke 24,000 gunaah maaf kiye jaate hai)
"JUMA KE DIN" :
"RABBANA TAQABBAL MINNA INNAKA ANTAS SAMIUL ALIM"!
17 BAAR PADH KAR JO DUA KAREN INSHA ALLAH DUA QUBOOL HOGI
ـ dua mein yaad rakhana
Darood jumma"ALLAHUMMA SALLI ALA SAYYIDINA WA MAULANA MUHAMMADI NIN NABIYIL UMMIYIL HABIBIL AALIL QADARIL AZIMIL JAAHI WA ALA AALIHI WA BARIK WA SALLIM
Please isse zyada se zyada share kariye aur apne liye SADQA E ZARIYA banaye...
JazakAllahu Khair.
Tuesday, March 20, 2018
Namazi ke aage se guzarne ka gunah
Assalamualaikum ...
Thoda waqt nikal k zarur padhe,
Namazi k aage se guzarne ka gunah :
SAHI BUKHARI : JILD: 1, BAAB :342,
HADEES NO: 483....
"Busar bin Saeed (R.A) se riwaayat krte hai, k Zaid bin Khalid ne inhe Abu Jaheem k paas bheja taa k wo in se puche k unho ne Rasool ALLAH sallellahu alaihi wa sallam se namazi k aage se guzar jaane wale k mutallik ( k baare) mein kya suna? ,Abu Jaheem ne kaha Rasool Allah sallellahu alaihi wa sallam ne farmaya,agr namazi k saamne se guzarne wala ye jaanta k is par kid kadar gunah hai to isko namazi k saamne guzarne se 40 saal wahi khada rahena pasand hota, Abu an-nazar (is Hadees k raawi) kahete hai, mjhe maalum nahi 40 din kaha 40 mahine kaha ya 40 saal...."
Is Hadees -e- mubaraka se ye saabit hua k namazi k aage se guzarne ka kitna bada gunah hai... so dhyan rakhe, namazi k aage se na khud guzre ar na hi kisi ko guzarne de....)
Is Hadees ko Imam Tirmizi, Imam Muslim ar Imam Abu Daud ne b riwaayat kiya hai.....
1)- Jaamai Tirmizi :jild : 1, Hadees : 319, Baab: 246
2) Sahi Muslim :jild:1, Hadees :1128, baab:48...
3) Abu Daud Shareef : jild: 1, Hadees :694, baab:656....
Jazakallah .....

Monday, March 19, 2018
Gusul ka tareeka,Nahane ka islami tareeka,Ghusl ka tareeka,Ghusl ka tareeka in hindi,Gusul ka tareeka in hindi,
Agar kisi ko khwab mein gandagi nikal jaati hai (wet dream), ya haath se koi gandagi nikaal deta hai – masturbate (haath se nikalna gunah hai), ya miya-biwi saath so lete hain, ya ladki periods se (menstrual) ho jaati hai to uske baad wo na-paak ho jaate hain, iske liye ghusl karna zaruri ho jata hai.
Naa-paak hone ke baad insan na namaz padh sakte hain na quran sharif ko haath laga sakte hain, isliye na-paak hone ke baad ghusl karna (nahana) zaruri hai, ghusl jitni jaldi kar lo utna accha hai. Ghusl sirf saade nahane ko nahi kahte balki ghusl ka ek khaas tarika hota hai. Ghusl sunnat tarike se bhi ho jaata hai aur agar sirf uske farz bhi pure kar liye to ghusl ho jaayega, Mujhe jo aasan tarika laga mein wo bata raha hu.

Sabse pahle dil mein niyat kar lijiye ki mein naa-paaki ko door karne ke liye ghusl kar raha hu (lafz muh se kehna zaruri nahi dil mein irada kar lena kaafi hai). Ab apne badan ki wo jagah dho lijiye jaha gandagi lagi hai, phir jese wuzu karte hain, pura wuzu kar lijiye, lekin ghusl ke wuzu mein garare karna zaruri hai (agar roza ho to garara na karen). Jab pura wuzu kar chuke to 3 baar sar par paani daaliye, phir 3 baar sidhe kaandhe par paani daaliye, phir 3 baar ulte kaahnde par paani daaliye, iske baad pure badan par paani bahaiye, aur phir pure badan ko haath se ragadiye, agar saabun (soap) laga rahe ho to yu bhi ragadna ho jaata hai isliye phir alag se ragadne ki zarurat nahi, ragadne ki wajah ye hai ki pure badan par paani fel jaaye, ek baal ke barabar bhi jagah sukhi na rahe, agar sukhi rah gai to ghusl pura na hoga. isliye har jagah paani pahuchane ki koshish kariye, apni baglo mein, baalo mein, pet ki naaf mein, taango ke beech mein piche ki taraf aur aage ki taraf, yaani sab jagah paani pahuch jaaye, ladkiya apne kaano ki baaliyo aur naak ki nath ko paani daal kar ghumaye taaki paani andar tak chala jaaye, agar anguthi pahani hain to anguthi ko aage piche kare. Jab ye yakeen ho jaaye ki paani sab jagah pahuch gaya aur koi bhi hissa sukha na raha to ab aapka ghusl ho gaya. aur aap paak ho gaye. Agar ladki ne nail-polish laga rakhi hai to uska naakhun se nail polish ko saaf karne ke baad hi ghusl kare kyonki nail-polish ki wajah se naakhun par paani nahi jaaega, isliye ghusl nahi ho paata. Agar ghusl ko sahi tarike se nahi kiya gaya to insan agar poore dariya (sea) ke paani se bhi naha le to paak nahi hoga.
upar jo ghusl ka tarika bataya hai wo sunnat tarika hai, agar time kam ho to farz tarike se bhi ghusl kiya ja sakt hai lekin sunnat tarike se ghusl karne ka sawab zyada hai.
Farz tarika ye hai ke sabse pahle 3 baar garara kariye (roza ho to sirf kulli kariye) phir 3 baar naak ki naram haddi tak paani chadhaiye aur naak ko acche se saaf kariye, phir poore badan par paani bahaiye taake ek baal ke barabar bhi jagah sukhi na rahe. Girls ko anguthi, baali ko ghumana zaruri hai (jesa ke upar bataya hai)
Ghusl karne ke baad agar direct namaz padh lete hain to namaz ho jaaegi uske liye alag se wuzu karne ki zarurat nahi, lekin ghusl karne ke baad wuzu ko todne waala koi kaam kar diya to phir wuzu karna padhega.
Allah hum sabko islam seekhne, sikhane aur us par amal karne ki taufik ata kare, aameen.Aur please isse zyada se zyada share kare...
JazakAllahu Khair.
Subscribe to:
Posts (Atom)
घरेलू झगड़ो का इलाज,Gharelu Jhagde Ka Ilaaj,
*💔घरेलू झगड़ो का इलाज💔* 🌸मुफ़्ती अहमद यार खान अलैरहमा फरमाते है : 🏩घर में दाखिल होते वक़्त बिस्मिल्लाह पढ़ कर पहले सीधा क़दम दरवाज़े में द...
-
Namaz Padhne Ka Sahi Tarika Namaz Kaise Padhe Jati Hai Namaz Parhne Ki Niyat Namaz Mein Padhne Ki Surah Namaz Parhne Ka Tareeqa Namaz Ka T...
-
Shab e Juma Yani Jumerat or jummuah ki darmiyan ki raat me padhne wala darood sharif or uski beshumar fazilat hadees sharif ki ...
-
Zindagi yeh nahi hai kisi ke liye Zindagi hai Nabi ki Nabi ke liye Nasamajh marte hai zindagi ke liye Jeena marna hai sab kuch Nabi ke li...