Monday, March 26, 2018

घरेलू झगड़ो का इलाज,Gharelu Jhagde Ka Ilaaj,


*💔घरेलू झगड़ो का इलाज💔* 🌸मुफ़्ती अहमद यार खान अलैरहमा फरमाते है : 🏩घर में दाखिल होते वक़्त बिस्मिल्लाह पढ़ कर पहले सीधा क़दम दरवाज़े में दाखिल करना चाहिये फिर घर वालो को सलाम करते हुवे घर के अंदर आए। 🏩अगर घर में कोई न हो तो "अस्सलामु अलैक अयुहन्नबीयू व-रहमतुल्लाहि व-बरकातुह" कहे। 🏩बाज़ बुज़ुर्गो को देखा गया है की दिन की इब्तदा में पहली बार घर में दाखिल होते वक़्त बिस्मिल्लाह और कुलहुवल्लाह शरीफ पढ़ लेते, की इससे घर में इत्तिफ़ाक़ भी रहता है और रोज़ी में बरकत भी। *📔मीरआतुल मनाजिह, 6/9* ✒हवाला *📚आसान नेकियां, सफा 18,19,21* 񛧏•●┄─┅━━━━★✰★━━━━━┅─┄●•●

Nikah Ke Liye Kiss Cheez Ko Ahmiyat De ?


🌹•••》 HADEES《•••🌹 🌺 Nikah Ke Liye Kis Cheez Ko Tarji Dey ? ❤»Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool ﷺ Farmatey Hai – 🌹“Nikah Karne Me Maal Wa Daulat Husn Wa JamaalAur Hasab Wa Nasab Ko Tarjih Na Do !!!Balke Deendar Aurat Se Nikah Karke Kamiyab Ho Jao…” 📚– (Bukhari Hadees: 5090) 📌Jahir Si Baat Hai Deendari Afzal hai Tamam Aitbaar se !Warna Deendari ko Tarji na Dekar Duniyawi Tamam Muamlat ke Mutabik Hue Nikaah Ka Kya Anjaam hota hai Beharhaal Bataney Ki Jaruarat Bhi Nahi,. Aaye din Honewale Fitney Fasad Kafi hai humari ibrat ke liye ,.. 🍃*ALLAH Bachaye hume Jahalat ke fitno se .. 📌 In’sha’Allah-Ul-Azeez !!! 🍃*ALLAH Ta’ala Hum Tamam Ko Deendar , Muttaqi aur Parhezgaar banaye ,.. ▶Ameen Summa Ameen !!! 💛 💖"عشقِ نبي ﷺ" ℹshq e Nabi ﷺ

Shaan e Sarkaar Gareeb Nawaz رضي الله عنه Sultan ul Hind


```Shaan e Sarkaar Gareeb Nawaz رضي الله عنه Sultan ul Hind #1441.``` *بسم الله الرحمن الرحيم* *الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ* Huzoor Nabi e Kareem ﷺ ne ek anaar Hazrat Khwaja Gareeb Nawaz رضي الله عنه ke haath ata kiya aur farmaya isme dekhlo aur jaan lo tumhe kaha jaana hai. Hukm ke mutabik Sultan ul Hind Gareeb Nawaz رضي الله عنه ne anaar ke andar nigah ki to mashrik se magribh tak jo kuch tha woh sabh raushan ho gaya. Shehair e Ajmer aur uski pahadiya wagairah bhi nazar aa gayi. سُــــبْحانَ الله سُــــبْحانَ الله *#Sairul Aqtaab, Safah No, 123/124.* Makhdoom Jahaaniya Jahaa Gasht ﺭَﺣْﻤَﺔُ ﺍﻟﻠﻪِ ﺗَﻌَﺎﻟٰﻰ ﻋَﻠَﻴْﻪ ne apne safarname mein likha hai ke - Hazrat Khwaja Gareeb Nawaz رضي الله عنه ke Mazaar Shareef ke paas anaar ka ek darakht meri haziri ke waqt tha. Rozana saat (7) phal uss darakht se utarte the. jo shakhs uss anaar ko apne yahab farzand hone ki niyat se kha leta Ba-Hukm e Rabbi woh saahib e aulaad ho jata tha. #Iqtebaas Az-Hashiyaa Moinul Arvah Safah No, 79. # Sirat e Khawaja Gareeb Nawaz رضي الله عنه Safah No.213/ 215. *_Tammam Ashiqan E Garib Nawaz Ko Chatti Sharif Mubarak ho_* *Isse zyada se zyada share kare taki aur logo ke Ilm mein bhi izafa ho aur ye apke liye SADQA E ZARIYA bane* *JazakAllahu Khair*

Saturday, March 24, 2018

Do a Hajj before going to bed,Sone se pehle ek hajj kar ke soye,


Do a Hajj before going to bed Very interesting. Takes only 2 mins to read. ★The Holy Prophet (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) one day said to Hz.Ali (Radi Allaho Ta Aala Anho) : Ya Ali! Do these 5 things before going to bed at night: ◆ 1. Give 4000 Dinars in Sadaqa and then sleep ◆2. Read 1 complete Quran and then sleep ◆3. Pay the price for Janna'h and then sleep ◆4. Make two people happy with each other when they are upset and then sleep ◆5. Do 1 Hajj and then sleep. ★Hazrat Ali (radiallahutaala anhu) said, Ya Rasulallah salallahu alaihi wassallam! This looks impossible. How will I be able to do it? Then the Prophet (salallahu alaihi wassallam) replied: ◆4 times reading Surah Fatiha is equivalent to 4,000 Dinars giving in Sadaqa. ◆3 times reading Surah Ikhlas (Qul hu Allahu Ahad) equals to one complete Quran. ◆3 times reading any Durood Shareef is the price of jannat. ◆10 times Astagfirullah is equals to making two unhappy people happy with each other. ◆4 times Third Kalima is equals to one Hajj. ★After this Ali (Radiallahutaala anhu) said, Yaa Rasulallah (Salallahu alaihi wassallam)! Now I will do all these before going to bed. ★It takes less than 5 mins for all the above zikr and look at the virtues for it? Who would not want to have all these virtues to be in their book of good deeds It will be very nice of u if u could Pls forward this to as many Muslims as possible coz if anyone starts doing these Aamaal then there is no doubt that you will also be rewarded for it. Inn Sha ALLAH. Advice ⚠ Do not share later. Share it now. To all ur whatsapp,facebook,instagram and mobile contacts..don't miss anyone May Allah grant success to every one who reads it and share it. . Aameen.

Friday, March 23, 2018

Juma Ke Din Ki Tasbeeh,Zikr e Juma,Juma wazaif,Juma zikr,Juma tasbeeh,

Jumma ki namaaz se pehle 3 baar surah qadr, ya rabbi ya allahu any no. of tyms Jumma ki namaaz ke baad :- JUMA ke din ( ALLAAHU )100 martaba padhne se (TANGI DOOR HOTI HAI) Jo Shaks baad Namaze Juma 'YA GAFFARO IGFIRLI ZUNUBI' (100 martaba padhega) to Maqbulon me shamil hoga, Tanggi khatam hogi aur behisab Rizk milega. 100 tyms- Ya Baaqi (jo amal karoge woh qubul hoga INSHAALLAH) 100tyms-Ya Basiru (Dil me noor ILAHI paida hoga) 100tyms-Ya Baariyu Jalle Jalaluhu (kabr ke aazab se nijaat) 200 tyms Yaa Gaffaro (Rozi mei barkat) Jummah mubara 100 tyms - ya gaffaru igfirli zunubi (allah uska naam un nek logon ki list mein dalte hai jo bakshe bakshaye hai) 100 tyms subhanallahil azeemi wa bihamdi(padhne wale ke 1lakh gunaah aur uske maa-baap ke 24,000 gunaah maaf kiye jaate hai) "JUMA KE DIN" : "RABBANA TAQABBAL MINNA INNAKA ANTAS SAMIUL ALIM"! 17 BAAR PADH KAR JO DUA KAREN INSHA ALLAH DUA QUBOOL HOGI ـ dua mein yaad rakhana Darood jumma"ALLAHUMMA SALLI ALA SAYYIDINA WA MAULANA MUHAMMADI NIN NABIYIL UMMIYIL HABIBIL AALIL QADARIL AZIMIL JAAHI WA ALA AALIHI WA BARIK WA SALLIM Please isse zyada se zyada share kariye aur apne liye SADQA E ZARIYA banaye... JazakAllahu Khair.

Tuesday, March 20, 2018

Namazi ke aage se guzarne ka gunah

Assalamualaikum ...
 Thoda waqt nikal k zarur padhe,

Namazi k aage se guzarne ka gunah :
SAHI BUKHARI : JILD: 1, BAAB :342,
HADEES NO: 483....
  "Busar bin Saeed (R.A) se riwaayat krte hai, k Zaid bin Khalid ne inhe Abu Jaheem k paas bheja taa k wo in se puche k unho ne Rasool ALLAH sallellahu alaihi wa sallam se namazi k aage se guzar jaane wale k mutallik ( k baare)  mein kya suna?  ,Abu Jaheem ne kaha Rasool Allah sallellahu alaihi wa sallam ne farmaya,agr namazi k saamne se guzarne wala ye jaanta k is par kid kadar gunah hai to isko namazi k saamne guzarne se 40 saal wahi khada rahena pasand hota, Abu an-nazar (is Hadees k raawi) kahete hai, mjhe maalum nahi 40 din kaha 40 mahine kaha ya 40 saal...."

Is Hadees -e- mubaraka se ye saabit hua k namazi k aage se guzarne ka kitna bada gunah hai... so dhyan rakhe, namazi k aage se na khud guzre ar na hi kisi ko guzarne de....)  
Is Hadees ko Imam Tirmizi, Imam Muslim ar Imam Abu Daud ne b riwaayat kiya hai.....
 1)- Jaamai Tirmizi :jild : 1, Hadees : 319, Baab: 246
2) Sahi Muslim :jild:1, Hadees :1128, baab:48...
3) Abu Daud Shareef : jild: 1, Hadees :694, baab:656....

Jazakallah .....

Monday, March 19, 2018

Gusul ka tareeka,Nahane ka islami tareeka,Ghusl ka tareeka,Ghusl ka tareeka in hindi,Gusul ka tareeka in hindi,



Agar kisi ko khwab mein gandagi nikal jaati hai (wet dream), ya haath se koi gandagi nikaal deta hai – masturbate (haath se nikalna gunah hai), ya miya-biwi saath so lete hain, ya ladki periods se (menstrual) ho jaati hai to uske baad wo na-paak ho jaate hain, iske liye ghusl karna zaruri ho jata hai.
Naa-paak hone ke baad insan na namaz padh sakte hain na quran sharif ko haath laga sakte hain, isliye na-paak hone ke baad ghusl karna (nahana) zaruri hai, ghusl jitni jaldi kar lo utna accha hai. Ghusl sirf saade nahane ko nahi kahte balki ghusl ka ek khaas tarika hota hai. Ghusl sunnat tarike se bhi ho jaata hai aur agar sirf uske farz bhi pure kar liye to ghusl ho jaayega, Mujhe jo aasan tarika laga mein wo bata raha hu.

Sabse pahle dil mein niyat kar lijiye ki mein naa-paaki ko door karne ke liye ghusl kar raha hu (lafz muh se kehna zaruri nahi dil mein irada kar lena kaafi hai). Ab apne badan ki wo jagah dho lijiye jaha gandagi lagi hai, phir jese wuzu karte hain, pura wuzu kar lijiye, lekin ghusl ke wuzu mein garare karna zaruri hai (agar roza ho to garara na karen). Jab pura wuzu kar chuke to 3 baar sar par paani daaliye, phir 3 baar sidhe kaandhe par paani daaliye, phir 3 baar ulte kaahnde par paani daaliye, iske baad pure badan par paani bahaiye, aur phir pure badan ko haath se ragadiye, agar saabun (soap) laga rahe ho to yu bhi ragadna ho jaata hai isliye phir alag se ragadne ki zarurat nahi, ragadne ki wajah ye hai ki pure badan par paani fel jaaye, ek baal ke barabar bhi jagah sukhi na rahe, agar sukhi rah gai to ghusl pura na hoga. isliye har jagah paani pahuchane ki koshish kariye, apni baglo mein, baalo mein, pet ki naaf mein, taango ke beech mein piche ki taraf aur aage ki taraf, yaani sab jagah paani pahuch jaaye, ladkiya apne kaano ki baaliyo aur naak ki nath ko paani daal kar ghumaye taaki paani andar tak chala jaaye, agar anguthi pahani hain to anguthi ko aage piche kare. Jab ye yakeen ho jaaye ki paani sab jagah pahuch gaya aur koi bhi hissa sukha na raha to ab aapka ghusl ho gaya. aur aap paak ho gaye. Agar ladki ne nail-polish laga rakhi hai to uska naakhun se nail polish ko saaf karne ke baad hi ghusl kare kyonki nail-polish ki wajah se naakhun par paani nahi jaaega, isliye ghusl nahi ho paata. Agar ghusl ko sahi tarike se nahi kiya gaya to insan agar poore dariya (sea) ke paani se bhi naha le to paak nahi hoga.
upar jo ghusl ka tarika bataya hai wo sunnat tarika hai, agar time kam ho to farz tarike se bhi ghusl kiya ja sakt hai lekin sunnat tarike se ghusl karne ka sawab zyada hai.

Farz tarika ye hai ke sabse pahle 3 baar garara kariye (roza ho to sirf kulli kariye) phir 3 baar naak ki naram haddi tak paani chadhaiye aur naak ko acche se saaf kariye, phir poore badan par paani bahaiye taake ek baal ke barabar bhi jagah sukhi na rahe. Girls ko anguthi, baali ko ghumana zaruri hai (jesa ke upar bataya hai)
Ghusl karne ke baad agar direct namaz padh lete hain to namaz ho jaaegi uske liye alag se wuzu karne ki zarurat nahi, lekin ghusl karne ke baad wuzu ko todne waala koi kaam kar diya to phir wuzu karna padhega.

Allah hum sabko islam seekhne, sikhane aur us par amal karne ki taufik ata kare, aameen.Aur please isse zyada se zyada share kare...

JazakAllahu Khair.

Sunday, March 18, 2018

Mere Aaqa Madine mein Muje bhi ab bula lijiye Lyrics ||

Mere Aaqa Madine mein Muje bhi ab bula lijiye
Tarasti hein Meri Aankhein Muje Roza dikha lijiye

Mahekti hein Wo Rahein Jinse Aaqa Aap hein Guzre
Muje bhi Un Gali Kuchon mein Rehne ki Jagah Dijiye

Ladi Sanson ki Ye Aaqa na Jaane kab bikhar jaye
Bula lijiye Madine Aur Kadmon mein basa lijiye

Dukhon ne gair rakha hai Ghamon ki Dhup hai Sar par
Thikana Gumbade Khazra ke Saye mein ata kijiye

Mawaja Samne ho Jis Ghadi Ye Dam nikal jaye
Baki-e-Paak hi Aaqa Mera Madfan bana dijiye

Akidat se bhi la Nalayn Jis Dar Saiyyeda aayi
Mujhe bhi Saiyedo Shohda ki Wo chokhat dikha dijiye

Kabhi Mein Jhaliyan thamu Basa kar Panjatan Dil mein
Ali o Fatima Hasanain ka Sadka ata kijiye

Sitaron Kehkashaon se Madine ki Gubar achchhi
Muyassar ho agar Katib to Aankhon se laga lijiye

Durood-E-Juma,Shab e Juma ka Durood Sharif Aur Uski Fazilat




Shab e Juma Yani Jumerat or jummuah ki darmiyan ki raat me padhne wala darood sharif or uski beshumar fazilat hadees sharif ki roshni main & more..

Shab e Juma Ka Durood Sharif Aur Uski Fazilat :

Alla-humma Salli wasallim wa-barik ala sayyidina muhammadi-nin-nabiyyil ummiyil habibil aalil qadril azeemil jahi wa-ala aalihi wa-sahbihi wa-sallim 
Buzurgan e Deen Ne Farmaya Ke Jo Shaks Har Shab E Jumma (Jumuah (Friday) or Jumerat (Thursday) Ke Darmiyani Raat) Is Darood Sharif Ko Pabandi Se kam-az-kam ek martaba (atleast 1 time) padhega to maut (death) k waqt Sarkare Madina ﷺ ki ziyarat karega aur kabr (grave) main dakhil hote waqt bhi, yaha tak ki wo dekhega ki sarkare madina hazrat muhammad ﷺ use kabr me apne rehmat bhare hatho se utar rahe hain.
[Afdal Us Salawat Ala Sayyidis Sadat Page No 151, Al Tagreeb Wat Tarheeb]




Sare Gunah Maaf :

Hazrat Anas Radiallahu Anhu se marvi he, huzur sallallahu alayhi wasallam ne farmaya, "Jo shaks shab e jumuah ke din namaz e fajr se pehle 3 bar "Astagfirullahallazi La-Ilaha Illa huwa-wa'atubu ilaih" padhe us ke gunah bakhs diye jayenge agarche samundar ki zaag se zyada ho!
[Almujamul avsat littibrani, 5/392, Hadees:7717]
[Faizan e Jumuah, 17]

Durood-E-Taj in English,Arabic and Hindi,Durud-E-Taj Translation




Transliteration:
Allahumma salli `ala sayyidina wa mawlana Muhammadin sahibit taji wal-mi`raji wal-buraqi wal-`alam. Dafi` al-bala'i wal-waba'i wal-qahti wal-maradi wal-alam. ismuhu maktubum marfu`um mashfu`um manqushun fil lawhi wal-qalam. Sayyidil `arabi wal-`ajam. Jismuhu muqaddasum mu`attarum mutahharum munawwarun fil-bayti wal-haram. Shamsid duha badrid duja sadril `ula nuril huda kahfil wara misbahiz zulam. Jamilish shyami shafi` il-umam. Sahibil judi wal-karam. Wallahu `asimuhu. Wa jibrilu khadimuhu. Wal-buraqu markabuhu. Wal-mi`raju safaruhu wa sidratu al-muntaha maqamuhu. Wa qaba qawsayni matlubuhu. Wal-matlubu maqsuduhu wal-maqsudu mawjuduh. Sayyidil mursalin. Khatimin nabiyyeena shafi`il mudhnibin. Anisil gharibeena rahmatil lil `alamin. Rahatil `ashiqeen. Muradil mushtaqeen. Shamsil `arifeen. Sirajis salikeen Misbahil muqarrabeen. Muhibbil fuqara'ay wal-ghuraba’ay wal-masakeen. Sayyidith thaqalaynay nabiyyil haramayn. imamil qiblatayn. Waseelatina fid darayn. Sahibi qaba qawsayni mahbubi rabbil mashriqayni wal-maghribayn. Jadd al-hasani wal-husayn mawlana wa mawlath thaqalayn Abil Qasimi MUHAMMAD dibni `Abdillahi nurinm min nurillahi yaa ayyuhal mushtaquna bi nuri jamalihi sallu `alayhi wa alihi wa ashabihi wa sallimu taslima.





Translation:
O Allah, send blessings and Peace upon our Master and Patron Muhammad, The Owner of the Crown and the Ascent and the Buraq and the Standard, The Repeller of Affliction and Disease and Drought and Illness and Pain. His name is written on high, served and engraved in the Tablet and the Pen, The Leader of All, Arabs and non-Arabs, Whose body is sanctified, fragrant, and pure, Illumined in the House and the Haram, The Sun of Brightness, the Full Moon in Darkness, The Foremost One in the Highest Fields, the Light of Guidance, The Cave of Refuge for Mortals, the Lamp That Dispels the Night, The Best-Natured One, The Intercessor of Nations, The Owner of Munificence and Generosity. Allah is his Protector, Gabriel is his servant. The Buraq is his mount, the Ascent is his voyage, The Lote-Tree of the Furthermost Boundary is his station, Two Bow-Lengths or Nearer is his desire, His desire is his goal, and he has found his goal, The Master of the Messengers, the Seal of the Prophets, The intercessor of sinners, the friend of the strangers, The Mercy for the Worlds, The rest of those who burn with love, the goal of those who yearn, The sun of knowers, the lamp of travellers, The light of Those Brought Near, The friend of the poor and destitute, The master of Humans and Jinn, The Prophet of the Two Sanctuaries, The Imam of the Two Qiblas, Our Means in the Two Abodes, The Owner of Qaba Qawsayn, The Beloved of the Lord of the Two Easts and the Two Wests, The grandfather of al-Hasan and al-Husayn, Our patron and the patron of Humans and Jinn: Abu al-Qasim MUHAMMAD Son of `Abd Allah, A light from the light of Allah. O you who yearn for the light of his beauty, Send blessings and utmost greetings of peace Upon him and upon his Family.

Saturday, March 17, 2018

Ham Apne Nabi Paak Se Yun Pyaar Karenge

Ham Apne Nabi Paak Se Yun Pyaar Karenge
Har Haal Mein Sarkar Ka Milad Karenge
Jashne Wiladat Ki Raunak Pe Yaaron
Marte Hai Sunni Marte Rahenge
Apne Nabi Ki Azmat Ka Charcha
Karte Hai Sunni Karte Rahenge

Kuchh Jalne Waale Dekh Ke Kehte Hai Hamesha
Sarkar Ki Aamad Pe Lagate Ho Kyun Paisa
Yeh Paisa toh Kya Cheez Hai Ham Ghar Bhi Lutadein
Koi Nahin Jahan Mein Sarkar Ke Jaisa
Ham Apne Nabi Paak Se Yun Pyaar Karenge
Har Haal Mein Sarkar Ka Milad Karenge
Mere Nabi Aa Gaye Marhaba Ya Mustafa
Pyaare Nabi Aa Gaye Marhaba Ya Mustafa
Lajpal Nabi Aa Gaye Marhaba Ya Mustafa
Ghamkhar Nabi Aa Gaye Marhaba Ya Mustafa
Sahibe Mehraj Nabi Aasiyon Ki Laaj Nabi
Nabiyon Ke Sartaj Nabi Kal Bhi The Aur Aaj Nabi
Do Jahan Ke Raaj Waale Mere Nabi Aa Gaye
Har Kharji Fasadi Watan Se Bhagayenge
Padh Ke Durud Sabko Miladi Banayenge
Layenge Ham Huzur ka Islam Takht par
La-Deeniyat Ke Saare Buton Ko Girayenge
Ham Apne Nabi Paak Se Yun Pyaar Karenge
Har Haal Mein Sarkar Ka Milad Karenge
Taklif Hoti Hai Tujhe Mirchi Bhi Lagti hai
Jab Barwih Pe Lighton Se Galiyan Bhi Sajti hai
Kyun Chidta Hai Tu Dekh Ke Jandon Ki Baharen
Tazime Nabi Ho Toh Sabhi Achi Lagti Hai
Ham Apne Nabi Paak Se Yun Pyaar Karenge
Har Haal Mein Sarkar Ka Milad Karenge
Nisar Teri Chahel Pehel Par
Hazaron Eidein Rabi ul Awwal
Siwaye Iblis ke Jahan mein
Sabhi toh Khushiyan mana rahe hein
Lalach Na Do Ham Naame Muhammad Pe Marenge
Milad Pe Samjhota Kiya Hai Na Karenge
Bardasht Na Karenge Juluson Pe Rukawat
Milade Muhammad Ka Mission Jari Rakhenge
Ham Apne Nabi Paak Se Yun Pyaar Karenge
Har Haal Mein Sarkar Ka Milad Karenge
Tera Khawan Mai Tere Geet Gawan Ya RasulAllah
Tera Milad Mai Kyun Na Manawan Ya RasulAllah
Taleem Pehle Dunga Muhammad Ke Jashn Ki
Tehzeeb Sikhaunga Muhammad Ke Jashn Ki
Virse Mein Chhod Jaunga Milad Ki Lagan
Mere Bhi Bacche Jashne Wiladat Manayenge
Ham Apne Nabi Paak Se Yun Pyaar Karenge
Har Haal Mein Sarkar Ka Milad Karenge
Mere Nabi Aa Gaye Marhaba Ya Mustafa
Pyaare Nabi Aa Gaye Marhaba Ya Mustafa
Lajpal Nabi Aa Gaye Marhaba Ya Mustafa
Ghamkhar Nabi Aa Gaye Marhaba Ya Mustafa
Ham Apni Mahobbat Ka Yun Ailan Karenge
Ham Jashne Muhammad Pe Fida Jaan Karenge
Milad Ki Rally o Juluson Mein Le Ja Kar
Aulad Bhi Sarkar Pe Qurban Karenge
Ham Apne Nabi Paak se yun Pyar karenge
Har Haal mein Sarkar ka Milad karenge
Kimat Jahan Mein Apni Ujagar Giraoge
Aaqa Ko Chhod Kar Kabhi Izzat Na Paoge
Mazbut Karlo Rishta Nabi Se Toh Jiyoge
Rishta Nabi Se Todoge Toh Tooth Jaoge
Ham Apne Nabi Paak Se Yun Pyaar Karenge
Har Haal Mein Sarkar Ka Milad Karenge
Sahibe Mehraj Nabi Aasiyon Ki Laaj Nabi
Nabiyon Ke Sartaj Nabi Kal Bhi The Aur Aaj Nabi
Do Jahan Ke Raaj Waale Mere Nabi Aa Gaye

22 Rajab Niyaz Ki Haqeeqat (Kundon ki Niyaz)





22 Rajab Niyaz (Kundon) Ki Haqeeqat | Permissibility of Fateha of Imam Jafar Sadiq Rahmatulahi Alai 

It is definitely permissible to do this Fateha of Imam Jafar Sadiq Rahmatulahi Alai  in the holy month of Rajab.


Faqih e Azam e Hind, Khalifa e Alahazrat , Hazrat Sadr us Sharia RA wrote :


"MAH E RAJAB ME HAZRAT IMAM JAFAR SADIQ RA KO EESAL E SAWAB KELIE POORIO KE KOONDE BHARE JAATE HAIN OR FATEHA DILA KAR KHILATE HAIN , YE JAAIZ HAI " (Bahar e Shariat)


PROOFS FROM HOLY QUR’AN


Verse 1


And those who came after them say, “O our Lord! Forgive us, and our brothers who accepted faith before us, and do not keep any malice in our hearts towards the believers – O our Lord! Indeed You only are the Most Compassionate, Most Merciful.”. (Surah Hashr 59:10)


Note that the above verse is a very strong evidence of the practice of the Sahaba, which was so loved by Allah that it is part of the Holy Qur’an. Why would the Sahaba pray for the deceased people if their prayer was of no benefit? And to top it all, Allah the Almighty has approved and praised their action!


Verse 2


"O our Lord! And forgive me, and my parents, and all the Muslims on the day when the account will be established." (Surah Ibrahim 14:41)


The benefit of the above verse is obvious. The prayer of Prophet Syedna Ibrahim (peace be upon him), includes all believers – right from the beginning i.e. those before him, and till the end of this world i.e. even those who are not yet born. Al Hamdo Lillah! And this prayer is often made in the last part (Qaadah) of our Salaat.


Verse 3


And those who believe and whose families follow them in Faith, -- to them We shall join their families: nor shall We deprive them of the fruit of anything of their works: yet each individual is in pledge for his deeds. (Surah Toor 52:21).”


This verse says that children will be admitted into Paradise because of the righteousness of the parents.


Verse 4


And lower your wing humbly for them, with mercy, and pray, "My Lord! Have mercy on them both, the way they nursed me when I was young." (Surah Bani Israel 17:24)


This verse is in fact a command from Allah for all believers to seek mercy for their parents. So what is your opinion? Will not the command of Allah hold any benefit for the deceased parent?? It certainly does.


Also note that there are several other verses from the Holy Qur’an that teach us to pray, and the prayer includes all Muslim brothers & sisters (living, passed away or yet to be borne).


Readers are requested to reflect on the fact that the above verses are part of the Holy Qur’an – they are read perhaps millions of times every day all over the world, as part of regular recitation, and also as Qirat within Salaat, and also as prayer in the last part (Qaadah) of Salaat.



PROOFS FROM THE HADEETH


GENERAL PERMISSIONS (HADEETH # 1 - 4)


Hadeeth 1


Abu Huraira (Allah be well pleased with him) reported Allah's Messenger (peace and blessings be upon him) as saying: When a man dies, his acts come to an end, but three, recurring charity, or knowledge (by which people) benefit, or a pious son, who prays for him (for the deceased). (Muslim)


Hadeeth 2


The Holy Prophet (peace and blessings be upon him)said, "What is credited to a believer of his action and good deed after his death is any useful knowledge he might have taught or spread, a Allah-fearing child he might have left behind, a copy of the Qur'an he might have left to an heir, a mosque he might have built, a house he might have dedicated for use by travelers, a stream or river he might have caused to run, a donation to charity (i.e. sadaqah) he might have set aside when he was enjoying good health. All that catches up with him after his death." (Ibn Majah)


Hadeeth 3


Narrated Abdullah ibn Amr ibn al-'Aas (Allah be well pleased with him): Al-'As ibn Wa'il left his will that a hundred slaves should be emancipated on his behalf. His son Hisham emancipated fifty slaves and his son Amr intended to emancipate the remaining fifty on his behalf, but he said: I should ask first the Apostle of Allah . He, therefore, came to the Holy Prophet and said: Apostle of Allah, my father left in his will that a hundred slaves should be emancipated on his behalf and Hisham has emancipated fifty on his behalf and fifty remain. Shall I emancipate them on his behalf? The Apostle of Allah said: Had he been a Muslim and you had emancipated slaves on his behalf, or given sadaqah on his behalf, or performed the pilgrimage, that would have reached him. (Abu Daud)


Hadeeth 4


Abu Huraira (Allah be well pleased with him) reported Allah's Messenger (peace and blessings be upon him) as saying: He who alleviates the suffering of a brother out of the sufferings of the world, Allah would alleviate his suffering from the sufferings of the Day of Resurrection, and he who finds relief for one who is hard pressed, Allah would make things easy for him in the Hereafter, and he who conceals (the faults) of a Muslim, Allah would conceal his faults in the world and in the Hereafter. Allah is at the back of a servant so long as the servant is at the back of his brother, and he who treads the path in search of know- ledge, Allah would make that path easy, leading to Paradise for him and those persons who assemble in the house among the houses of Allah (mosques) and recite the Book of Allah and they learn and teach the Qur'an (among themselves) there would descend upon them the tranquility and mercy would cover them and the angels would surround them and Allah makes a mention of them in the presence of those near Him, and he who is slow-paced in doing good deeds, his (high) lineage does not make him go ahead. (Muslim)

Friday, March 16, 2018

Muje Ajmer mein mar jane do Lyircs,Aaj Taqdeer sawar jane do

Mastano ke rele mein Das roz ke mele mein
Din kitne suhnae the Khush sare diwane the
Jab khatm hua mela Aankhon mein nami aayi
Khwaja se bichhdne ki jis waqt gadi aayi
Rota tha Machalta tha Chokhat pe tadapta tha
Dehliz pe Khwaja ki Diwana ye kehta tha


Aaj Taqdeer sanwar jane do
Muje Ajmer mein mar jane do

Sochta hun ke bahana kar dun
Jane walon ko rawana kar dun
Mein kisi ko bhi nazar na aaun
Damane Khwaja me Mein chhup jaaun
Zindagi bhar ko tahher jane do
Muje Ajmer mein mar jane do

Hathon se mere chishtiya daman na chhudao
Mein dar pe pada hun Tumhe jana ho to jaao
Is dar se uthunga to kahin ka na rahunga
Mujko Mere Mueen ke dar se na uthao
Aaj Taqdeer sanwar jane do
Muje Ajmer mein mar jane do

Mera dil Meri jaan Mera arman hai
Mein hun nirdhan Mera Khwaja Dhanwan hai
Hind mein Sare Waliyon ka Sulta hai
Meri har sans Khwaja pe Qurban hai
Aaj Taqdeer sanwar jane do
Muje Ajmer mein mar jane do

Roze ka naksha zahen mein Gumbad pe nazar hai
Ye sab Mere Mueen ki nisbat ka asar hai
Duniya na jaan payegi is dil ki kaifiyat
Mein kis liye aaya hun ye Khwaja ko khabar hai
Aaj Taqdeer sanwar jane do
Muje Ajmer mein mar jane do

Unki nazar se bakht ka takhta hi palat hai
Andaze sakhawat Mere Khwaja ka bikhat hai
Zardar ki daulat to tijori mein sad gayi
Mazdoor ke hathon mein Madine ka tikat hai
Aaj Taqdeer sanwar jane do
Muje Ajmer mein mar jane do

Ji raha hun zamane ke andher mein
Jage qismat bala se Meri dair mein
Rooh Meri Madina chali jayegi
Maut aa jaye gar Mujko Ajmer mein
Aaj Taqdeer sanwar jane do
Muje Ajmer mein mar jane do

Chadar unhi ke hath se Roze pe chadana
Naraz unse hoke Tum aankhen na churana
Acchhe hein ya bure hein wo Khwaja ko pasand hein
Khwaja ke gulamon ka kabhi dil na dukhana
Aaj Taqdeer sanwar jane do
Muje Ajmer mein mar jane do

Pyare Nabi ke chain ka wo Noore Ayn ka
Khatune Khuld Zehra ka Badre Hunain ka
Mujko yakin hai ke Meri joli bharegi
Khwaja se Mujko lena hai sadqa Husain ka
Aaj Taqdeer sanwar jane do
Muje Ajmer mein mar jane do

Mastano ke rele mein Das roz ke mele mein
Din kitne suhnae the Khush sare diwane the
Jab khatm hua mela Aankhon mein nami aayi
Khwaja se bichhdne ki jis waqt gadi aayi
Rota tha Machalta tha Chokhat pe tadapta tha
Dehliz pe Khwaja ki Diwana ye kehta tha

Aaj Taqdeer sanwar jane do
Muje Ajmer mein mar jane do

घरेलू झगड़ो का इलाज,Gharelu Jhagde Ka Ilaaj,

*💔घरेलू झगड़ो का इलाज💔* 🌸मुफ़्ती अहमद यार खान अलैरहमा फरमाते है : 🏩घर में दाखिल होते वक़्त बिस्मिल्लाह पढ़ कर पहले सीधा क़दम दरवाज़े में द...